5/31/2023 0 Comments Kaamasutra book pdf in tamilKamasutrakar vivah ko dharmik bandhan mante hue do dil ka milan svikar krte hai. Isme yah bataya gya hai ki ek nayak ko kese kanya se shadi krni chahiye, kin triko se use apni aur aakarshit krk apni vishwaspatri premika bnaya jaye aur usse shadi ki jaye. Kamasutra ke tisre adhikaran ka naam Kanyaasamprayuktak hai. Kamasutrakar ne btaya ki purush arth, dharm aur kaam in teeno vargon ko prapt krne ke liye stree ko avashya prapt kare kintu jb tak sambhog kla ka samyak gyaan nhi hota hai tb tk trivarg ki prapti pure trike se nhi ho skti hai aur na anand ka upabhog kiya ja skta hai. Is adhikaran me Stri-Purush ki sambhog ko bahut sare tariko se btaya gya hai is liye iska nam ‘samprayogik’ rkha gya hai. Kamasura ke dusre adhikaran ka nam Samprayogik hai. Kamasutrakar ne btaya ki hme pehle vidhhya pdhni chahiye, uske bad hi use prayog me lana chahiye. Pehle adhikaran me hme yhi btaya gya hai ki Dhrama, Arth aur Kaam ki prapti kese ki ja skti hai. Shastrasangrah, pehle adhikaran ke pahle adhyay ka pahla prakaran hai. Kamasutra ke pehle adhikaran ka nam Sadharan hai.
0 Comments
Leave a Reply. |